Ajay-Atul
Issaqbaazi
Prem na upje khet mein
Bhaiya prem bike na haat re
Par jab jab ye ho jaaye

Lag jaati hai waat re
Waat re...
Khadi ho jayegi khaat re...

Madua peeke prem ka hum
Hai taneek bouraye se
Re wo mashooka, yaar hum hain
Beech na koi aaye re
Ho uske naina neat daaru-
Se ghazab chadh jaayein re

Ho tab se humri hai woh jab se
Jag mein aassiq aaye re
Kasam se... dharam se...
Kasam se jiyara chaknachoor hai
Issaqbaazi se
Kasam se jiyara chaknachoor hai
Issaqbaazi se
Kasam se jiyra chaknachoor hai
Issaqbaazi se

Ho... tum ka jaano preet ki chidiya
Kaun gagan mein udti hai
Preet humari parchaai hai
Jahaan mude hum mudti hai

Ho lag jaibe hai tejj kataari
Badi zor se seene mein

Dard bada ho tabahi aave hai
Bada maza jeene mein

Ho uska humra mel anokha
Uska humra mel anokha
Woh lehar hum paani hain

Tum ho paani hum kinara
Lehar hum tak aani hai

Kasam se... dharam se...
Kasam se jiyara chaknachoor hai
Issaqbaazi se
Kasam se jiyara chaknachoor hai
Isaqbazi se
Kasam se jiyra chaknachoor hai
Issaqbaazi se

Ho ho...
Hum us se prem ghazab karte
Woh humse prem ghazab karti
Woh humre liye jaroori hai
Woh humre bina adhoori hai
Hum tose usko ladwayenge
Itna hum bhadkayenge
Tu chamcha hoja chaahe uska
Maanegi na baat

Tohri kaise hogi chori re
Apne kad se uncha na tu
Sapno ka charkha kaat

Karat hai kyun baatein umar se badi
Tu desi deewana wo english pari

Re Sahiba padhaku thi
Mirza tha taiyn
Tab bhi toh woh english hai
Desi hoon main

Hai jiya le gayi hai re tohri ye baat
Aa karle tu yaari mila humse haath

Aa karle tu yaari... mila humse haath

Dhin taak dhin taak
Dhin taak dha...