Nakash Aziz
Suno Aisha
Tum ho kamaal, tum bemisaal
Tum lajawab ho aisha
Aisi haseen ho
Jis ko choo lo usko haseen kar do
Tum sochti ho duniya mein
Koi bhi kyun kharaab ho aisha

Tum chahati ho
Tum koi rang har zindagi mein bhar do, bhar do
Nikli ho likhne kismat kisiki
Apni hi dhun mein tum aisha
Ye shauk kya hai, ye zid hai kaisi
Itna bata do humko

Suljaane mein tum aur bhi uljane
Hoti ho jo ghum aisha
Apni bhi koi uljan ko door
Kar ke dikha do humko
Suno aisha
Itna to tum bhi samjho
Aisha
Tum chahe jitna chaho
Aisha
Tum jitni koshish karo lo
Aisha
Tum sa na hoga koi
Suno Aisha
ITna To tumbhi samjho
Tum chahe jitna chaho
Tum jitni koshish karlo
Tum sa na hoga koi
Baton mein ho aa jaati
Ho jaati ho jazbaati
Pehli samjho to ke mohabbat
Ki hai rah kya
Pal mein ho ke diwaaani
Karti ho tum Manmaani
Tumko Hai duniya vuniya ki
Koi parwaah kya
Aisha jise kehte hain
Ek hain woh lakhon mein
Dil mein jaake rukti hain ho
Aati hai jo ankhhon mein

Suno Aisha
Itna to tum bhi samjho
Tum chahe jitna chaho
Tum jitni koshish karlo
Tum sa na hoga koi