Asha Bhosle
Hamein Diya Hai Aapne Dhoka
Labo par jab kisi bhule
Huye ka naam aata hai
Hume us waqt yaad apna
Dile nakaam aata hai
Zafaye tum kiye jaaye
Wafaye hum kiye jaaye
Tumhe wo kaam aata hai
Hume yeh kaam aata hai
Hume diya hai aapne dhoka
Ho hume diya hai aapne dhoka
Kyu jahir yeh raaz kare
Dil ki baat juba par lakar
Dil ki baat juba par lakar
Kis kis ko naraz kare naraz kare
Hume diya hai aapne dhoka
Ho hume diya hai aapne dhoka
Badi mehrbani tum jo
Mehfil mein aaye
Badi mehrbani tum jo
Mehfil mein aaye
Ho gayi yaade jawa
Zakhm muskuraye
Ho gayi yaade jawa
Zakhm muskuraye
Khamoshi bhi bol rahi hai
Khamoshi bhi bol rahi hai
Aao naya aagaz kare
Dil ki baat juba par lakar
Dil ki baat juba par lakar
Kis kis ko naraz kare naraz kare
Hume diya hai aapne dhoka
Ho humе diya hai aapne dhoka
Kali thi main sez thi
Gazre mеin mehki
Kali thi main sez thi
Gazre mein mehki
Rani thi mein tere dil ki
Galiyo mein behki
Rani thi mein tere dil ki
Galiyo mein behki
Izzat wale shohrat wale
Izzat wale shohrat wale
Meri ada par naaz kare
Dil ki baat juba par lakar
Dil ki baat juba par lakar
Kis kis ko naraz kare naraz kare
Hume diya hai aapne dhoka
Ho hume diya hai aapne dhoka
Chhodi na sharafat meine
Ghungharu hai bandhe
Chhodi na sharafat meine
Ghungharu hai bandhe
Koi nahi jaane haye dil ke irade
Koi nahi jaane haye dil ke irade
Sare sikwe sari shikayat
Sare sikwe sari shikayat
Aaj nazar andaz kare
Dil ki baat juba par lakar
Dil ki baat juba par lakar
Kis kis ko naraz kare naraz kare
Hume diya hai aapne dhoka
Ho hume diya hai aapne dhoka