Asha Bhosle
Jaanu Jaanu Ri
Janu janu ree kahe khanke hai tora kangna
Janu janu ree kahe khanke hai tora kangna
Mai bhee janu ree chhupke kaun aaya tore angana
Ari janu ree chhupke kau aaya tore angana
Mai bhee janu ree

Pipal kee chhaiya tale batiya banay ke
Pipal kee chhaiya tale
Pipal kee chhaiya tale batiya banay ke
Bhole bhale dil ko, le gaya uday ke
Sakhee janu ree, jhume hai kahe tora jhumka
Sakhee janu ree, jhume hai kahe tora jhumka
Mai bhee janu ree, chhupke kaun aaya tore angana
Janu janu ree kahe khanke hai tora kangna
Mai bhee janu ree chhupke kaun aaya tore angana

Bainya marod ke, gher ke giray ke
Bainya marod ke
Bainya marod ke, gher ke giray ke
Baith gaye chailava man me samay ke
Goree janu mai, kahan pe giree hai toree bindiya
Goree janu mai, kahan pe giree hai toree bindiya
Janu janu ree kahe khankе hai tora kangna
Mai bhee janu ree chhupke kaun aaya tore angana
Janu ree janu ree kahe khankе hai tora kangna
Too na kah kisee se, mai bhee na kahungi
Mai bhee na kahungi
Achchha toh ban ja tu unki
Mai unki rahungi, unki rahungi mai
Unki rahungi, unki rahungi
Koyee kya kare baje jab panv kee
Koyee kya kare baje jab panv kee payaliya
Koyee kya kare baje jab panv kee