🔥 Earn $600 – $2700+ Monthly with Private IPTV Access! 🔥

Our affiliates are making steady income every month:
IptvUSA – $2,619 • PPVKing – $1,940 • MonkeyTV – $1,325 • JackTV – $870 • Aaron5 – $618

💵 30% Commission + 5% Recurring Revenue on every referral!

👉 Join the Affiliate Program Now
Lata Mangeshkar
Aa Gayi Bahaar, Aa Gayi

(a gayi bahaar, aa gayi
Man ki kali musakaai
Nas nas mein jaaga pyaar, jaaga pyaar)- 2
Aankhon ne kya, man se kaha
Ang ang jhuum raha
Hone laga hai khumaar, jaaga pyaar
Man ki kali musakaai
Nas nas mein jaaga pyaar
Viraha ke din bit gaye
Gaale gaale git naye
Bajane lage hain taar, jaaga pyaar
Aa gayi bahaar, aa gayi
Man ki kali musakaai
Nas nas mein jaaga pyaar, jaaga pyaar
Aankhon ne kya, man se kaha
Ang ang jhuum raha
Chaane laga hai khumaar, jaaga pyaar
Man ki kali musakaai
Nas nas mein jaaga pyaar