Lata Mangeshkar
Raat Kyon Kar Kati
[ e-dard-e jigar, mere dard-e-jigar]
Raat kyon kar kati ye tujhe kyaa khabar
Ae darde-e-jigar, mere dard-e-jigar-2
Mein to jaagi hi thee, duniya soti rahi
Soti rahi
Ek shabanam ki thee saath, roti rahi
Roti rahi
Dekh phoolon ki hai pattiyaan tar-b-tar
Ae dard-e-jigar.............
Jazba-e-dil hai to khud hi chale aayenge
Chale aayenge
Ye museebat ke din bhi guzar jaayenge
Guzar jaayenge
Ham to baithe rahenge, yun hi umrr bhar
Ae dard-e-jigar...........
Posted by: p u r n i m a