Lata Mangeshkar
Khwab Bankar Koi Aayega
Chum kar raat jo sulaayegi
Chum kar raat jo sulaayegi
Toh nind aayegi
Khwaab ban kar koyi aayega
Khwaab ban kar koyi aayega
Toh nind aayegi
Abb wahi aake sulayega
Abb wahi aake sulayega
Toh nind aayegi
Khwaab ban kar koyi aayega


Baat jo sirf nigaaho
Se kahi jaati hai
Baat jo sirf nigaaho
Se kahi jaati hai
Koyi hontho se sunayega
Koyi hontho se sunayega
Toh nind aayegi
Khwaab ban kar koyi aayega


Narm julfo ki mahak
Garm badan ki khushabu
Narm julfo ki mahak
Garm badan ki khushabu
Chupake chupake
Chupake chupake woh
Churaayega toh nind aayegi
Khwaab ban kar koyi aayega

Jism haatho ki haraarat
Se pighal jaayega
Jism haatho ki haraarat
Se pighal jaayega
Aag rag rag me lagaayega
Aag rag rag me lagaayega
Toh nind aayegi
Khwaab ban kar koyi aayega