Muhfaad
Milte Rahe
[Intro: Prabhanjan]
Jo bhi ho
Hum milte rahe milte rahe (milte rahe)
Chalte rahe, chalte rahe
Tum aur hum chalte rahe chalte rahe

[Verse 1: Prabhanjan]
Har bar mile jab, lage pehli pehli bar mile
Ready hai tu toh bol main bhi du ek
Tujhe se hi, tujhe si pyaar mujhe
Tera ye asar hone laga hai mujhe pe
Bura ho ya bhala sab chhod diya tujh pe
Intzaar izhaar ka dono bekaraar hai
Bole dena ha konsa tujhe inkaar hai

[Chrous: Prabhanjan]
Main aur tum milte rahe, milte rahe
Tum aur hum chalte rahe chalte rahe

Aaa Aaa Aaa Aaa
Aaa Aaa Aaa Aaa
Aaa Aaa

[Post-Chrous: Prabhanjan]
Jaise kal the mile, koi gum na gile
Jaise kal the mile, koi gum na gile
[Verse 2: Muhfaad]
Kiya tha pyaar hu tabhi main hu dur tujhse aaj
Jasbaat baate mein huye hai ye besukh se aaj
Na tha main khush dekh utara wo chehra
Kya khush thi se pagal, ye puch jara khudse aaj
Lagi hai dil pe, maine dillagi bhuladi
Chahte kisiko chahneki wo saari hi suladi
Kisiko hasta dekhne ki aarzu mein
Banke neech uski nazro mein wo hasti khelti ruladi khair
Chot ko kuredne se milta nahi marz hai
Harz hai iss baat se wo kehti tu khudgarz hai
Kaise chukayega tu itna hi bata de ginke
6 saal ki yaado ka jo mera tujhpe karz hai

[Chrous: Prabhanjan]
Main main main aur tum milte rahe, milte rahe (Jo bhi ho)
Tum aur hum chalte rahe chalte rahe

[Post-Chrous: Prabhanjan]
Jaise kal the mile (Jaise kal the mile)
Koi gum na gile (Koi gham na gile)
Jaise kal the mile

[Verse 3: Muhfaad]
Pehle break ke baad girke uth chuka 4 bar
Jab bhi khela ishq mein toh khele hu main aar paar
Wo sab kuch hai par sach nahi jaan meri
Jo ye tujhe picturo mein dikhta hai pyaar wyaar
Rukne aur jaane, dono ke bahane hai
Dil mein tikne walo ke toh bhot se thikane hai
Life aur kaam dono chalte rahenge saath
Kisike aane jaane se hi mere bante rehte gaane hai
Gaadi pyaar ke naazare lo aur hilte raho
Jisko rukna hoga wo ruk jayega tum chalte raho
Kisiko pane ki chahat mein kisiko kho na dena
Future ki lo BT matlab mauka mile milte raho
[Post-Chrous: Prabhanjan]
Jaise kal the mile, koi gham na gile
Jaise kal the mile, koi gham na gile

[Outro: Prabhanjan]
Na na na na na na, na na na na
Na na na na na na, na na na na
Na na na na na na, na na na na
Na na na na na na, na na na na
Jo bhi ho