Naino mein Tere

Haan ye jo teri ankhein hain gori

Naino mein tere jaadu hai koi

Aur ye jo baatein hai gori
In hee ne kiya dil mera chori



In hee ne kiya dil mera chori





Teri ankhon mein kahin dil gum hua hai

Jo bhi tune kaha wo hukum hua hai

Main thaka hua barson se haan feel karta tha

Tujhe dekh-kar to man jaise zoom hua hai



Haan tu hai meri beat

Tu hai meri rythm

Jeena mushkil hai ab to

Bin tere sanam



Khuda ka kiya hai karam

The bus jeeye ja rahe hum

Beet rahi thi zindagi

Bina koi humdum



Fir tu mili jaise light mili

Teri roshni se duniya khili

Meri duniya jhilmil tujhse hai

Sab mila jo tu mili

Duniya jhilmil tujhse hai

Sab mila jo tu mili



Ankhon ka tera kajal ye gori

Sawaan ka jaise baadal ho koi

Bhola sa tera yun hansna sohni

Ke jaise haan wo baarish ho pehli



Haan ye jo teri ankhein hai gori

Aur ye jo teri





Tu meri meet hai Dil ka sangeet hai

Tere sang lagta jaise sab kuch theek hai

Tujhe hee sochkar maine likha ye geet hai

Haan tu meri rythm tu hee heart-beat gai

Apne sapno ko saare main maar chuka tha

Zindagi ki baazi wo haar chuka tha

Par tere aane se hua ye tera hee hai jaadu

Tujhe paakar main jeeta tere liye ab ye Jeet hai



Tera mujhe takna oh gori

Naino mein tere jaadu hai koi

Ye jo teri zulfein hai gori

Tere jaise haan koi na honi



Ye jo tera hasna hai gori

Hothon pe tere basna hai gori

Mujhko teri banke hansi

Aakhon ka tere jaadu oh gori



Duniya dekhi maine par tere jaisi na mile

Kisi ko bhi dekh-kar honthon pe hansi na khili

Honthon pe hansi na khili kis ko dekh-kar

Duniya dekhi maine par tere jaisi na mili



Ab Man mein jo hai lagi hai wo

Teri tasveer hai

Dil mein mere bus tu hee basi hai

Mujhko chadha ye tera khumaar

Duniya ki sabse pyaari awaaz haan

Teri hee hansi hai



Haan ye jo teri ankhein hain gori

Naino mein tere jaadu hai koi

Aur ye jo baatein hai gori

In hee ne kiya dil mera chori



Ankhon ka tere kajal ye gori

Sawaan ka jaise baadal ho koi

Bhola sa tera yun hansna sohni

Ke jaise haan wo baarish ho pehli



Ke ye jo teri ankhein

Aur ye jo teri baatein

Haan ye jo teri zulfien

Haan ye jo teri ankhein hain gori..

More by Mohit Gaur

All Mohit Gaur songs →