CHEN-K
Tujhe Maarun
[Intro: Rahab Munir]
Mujhe maaro, mujhe peeto
Mere jism ko ghaseeto
Meri rooh tak ko jalaado
Mujhe apna tum banaalo
Apna tum banalo!

[Verse 1: CHEN-K]
Yeh kaali raaton ki parchai mein, tu kiske sath lagi razai mein
Tujhe galat sahi na dikhai de? apne tu zameer ko kese safai de?
(Sunn main) Main roen ghar waalon se chup kar
Mard kyunki ro nahi sakta khul kar
Dil wazni mera ghut ghut kar, badla badla khoon qatal tu Qul par
Murda tu andar se yeh baat tou zaahir thi, baaton se poori tu lagti thi kaafir si
Nangi do mardon ke aage tu haazir thi
Jhooti makkar tu makkari mein maahir thi
Baap se tere main ziada kamaunga ruk tu
Tere ghar waale bimaar hain jaanti hai khud tu
Bhae kutti hai meri zara theek se jhuk tu
Sar idhar kar tu apna main chehre per thookun

[Chorus: Daniyal Akram]
Tujhe maarun, tujhe peetun, tere jism ko ghaseetun
Teri rooh tak main jalaadun, tujhе apna main banaadun
Teri Khushbu, teri khushbu, ko main paalun, ko mai paalun
Teri Khushbu, tеri khushbu, ko banadun, ko banadun
Zehar! (Zehar)
[Verse 2: CHEN-K]
Chal mujhe bhi bata meri kharabi thori
Gusse se dar na yeh nature mardon ki!!!
Sorry meri jaan, meri phoool dari tou ni
Maarta hun per haddiyan tou ni tori
Maar maar ke saare bhagaadunga dar tere!
Patta baaden gardan per chal tere!
Thappar parega lagen daant agar tere!!
Halak tak lekar jaa, katre nigal mere!!
Darwaaze band farishte gawa
Beemar main beemar koi dede dawa
Aurat ke sath jab main beparwah tab zameer mera cheekhe Adam aur Hawwa
Han zameer mera cheekhe dimagh mera uljhe
Kyun Allah ne Hawwa paida ki? yeh puche..
Kya Adam ke Hawwa pe haath kabhi uthe?
Tu bhaagja us se pehle main phir tujhe

[Chorus: Daniyal Akram]
Tujhe maarun, tujhe peetun, tere jism ko ghaseetun
Teri rooh tak main jalaadun, tujhe apna main banaadun
Teri Khushbu, teri khushbu, ko main paalun, ko mai paalun
Teri Khushbu, teri khushbu, ko banadun, ko banadun
Zehar! (Zehar)