Badshah
Ilzaam
[Verse 1]
Kal tak sabka tha me pyaara
Aaj chor baneja
Gaana hit fir bhi inke liye
Shor ban gaya

Gande rap karne wala
Sellout whore ban gaya
Sahi banda hota tha par
Ab kuch or ban gaya

Bhai paise wala hai
Sare paid views hai
Badshah ne di donation
Hat fake news hai

24 ghante rehta high
Ek number ka nashedi
Stage pe chadne se pehle
Peeta grey goose hai

Saare culture ki maa bhen
Ek kar daali
Folk gaana sample karke
Mistake kardaali
Isse achcha to wo
Doosra singer hota tha
Isne to bhai sari hadein
Break kar daali

Inki nazron mein
Mera har ek gaana pit ta hai
Loode jaise shakal hai
Gende jaise dikhta hai

Music copy karta hai
Fuddu rap likhta hai
10 saal industry mein aise koi kaise tikta hai
Mujhe samjhao

[Chorus]
Karta raha hun jo mera kaam hai
Badnam hun kyunki mera naam hai
Ye jaal bichaya sare aam hai
Aaj mujhpar lage ilzaam hai

Karta raha hun jo mera kaam hai
Badnam hun kyunki mera naam hai
Ye jaal bichaya sare aam hai
Aaj mujhpar lage ilzaam hai
[Verse 2]
Ab baat kuch aise youtube channelon ki
Jinko mujhse kuch zaada hi dikkar ho rahi hai
Inke mooh lagne ka koi fayda na laga
Mujhe isiliye inki itni himmat ho rakhi hai

Facts jaane bina gali pe gali wah
Badshah to ek dum jali hai jali wah
Gaane flop hain fir bhi sari jagah no.1
Is baat pe to banti hai tali wah

Upar khali kya ya fir goon hai
Ya bas paison ke liye khulta ye mooh hai
Chor main nai chor tu hai
Tere mooh aur kaam dono pe hi thoo hai

Naam kamaaya kyonki kari maine mehnat
Aaj jo bhi hun main upar wali ki hai rehmat
Chehre pe hansi hai dil mein dard hain hazaar
Marke bhi mazaa degi tumhe meri mazaar

[Chorus]
Karta raha hun jo mera kaam hai
Badnam hun kyunki mera naam hai
Ye jaal bichaya sare aam hai
Aaj mujhpar lage ilzaam hai
Karta raha hun jo mera kaam hai
Badnam hun kyunki mera naam hai
Ye jaal bichaya sare aam hai
Aaj mujhpar lage ilzaam hai