Spotify
Rakh Hausla! (Nineteen)
Rakh Hausla Re Bande
Tera bhi din ek din aaega
Rakh Hausla Re Bande
Tu jo chahega mil jayega (×2)
Mushkilon se ladke tujhe
Aage badh Jana hai
Dusron se pehle tujhe
Khud ko hi harana hai
Khwaishon ko teri tujhe
Pura kar dikhana hai
Sazishon se khud ko tujhe
Duniya ke bachana hai
Rakh Himmat aur kar mehnat
Mehnat rang ek din layega
Tu chhu lega oochayiyon ko
Aur aasman se takrayega
Rakh Hausla Re Bande
Tera bhi din ek din aayega
Rakh Hausla Re Bande
Tu jo chahega mil jayega
Haaaa..........
Uhhhh haaaa....
Haaa....
Rakh Hauslaaaaaa....
Yeah!
[RAP]
Milenge tujhe yahan tеre hi apne
Kadam kadam pr khade huе tere hi khilaaf
Lekin tujhe karna hai itna ki khud ko
Rkhna majboot na hi karna vilaap
Karna chahta kuch alag dusron se
To fir karna hoga uska aaj hi aagaaz
Jo abhi bhi tu soch mein baitha hai
To fir duniya se nahi tu hai khud se naraaz
[END]
Kab tak Yun bhaagega khud se
Kab tak muh modega khud se
Sapna jo dekha hai tune
Kab tak use todega khud se
Seene mein aag lagi jo
Use na boojhana hai
Sochna tu chhod de
Kya kehta ye zamana hai (×2)
Rakh Himmat aur kar mehnat
Mehnat rang ek din layega
Tu chhu lega oochayiyon ko
Aur aasman se takrayega
Rakh Hausla Re Bande
Tera bhi din ek din aayega
Rakh Hausla Re Bande
Tu jo chahega mil jayega