Hollywood

Hollywood mein rehti hai
Hawa mein makaan hai

Hollywood mein rehti hai
Hawa mein makaan hai
Aaj kal poori dunia ki
Jaan meri jaan hai
Hollywood mein rehti hai
Hawa mein makaan hai
Hollywood mein rehti hai
Hawa mein makaan hai

Chakki fashionable hai
Face adorable hai
Reach aaj kal hoyi hai
And joban wifi hai

Chakki fashionable hai
Face adorable hai
Reach aaj kal hoyi hai
And joban wifi hai
Ab zameen dikhti nahi
Unchi udaan hai

Ab zameen dikhti nahi
Unchi udaan hai
Aaj kal poori dunia ki
Jaan meri jaan hai

More by Babbu Maan

All Babbu Maan songs →