Aadhi Saas

[verse 1]



Haa, abhi mic mera phoota,(phoot gaya)
Sachai se mai rootha,(rooth gaya)

Khana chhod diya jhoota

Gussa aa raha tha bhaag ke faad diya joota

Aadhe din me mai rootha,(12 baje)

Aadhi raat ko kyu utha?(12 Baje)

Aadhi duniya nahi samajhti

Ki mujhe aadha paida kara kyu tha?(kyu Tha?)

Haath daala tha jaadu ke matke me

Par ek jhatke me woh choota,(facts bro)

Ab toh sach bhi bolu to in saare logo ko

Lagta hai who jhoota,(i m real)

Beech me zindagi pyaari ho gayi thi

Par pyaar karke dil mera toota(heatbreak)

Mai zinda hi kyu hu?

Mai zinda hi kyu tha?(suicide Kar lu kya?)



[hook]



Mai bas saas le raha hu

Mai aadhi saas le raha hu

Mai aadhi saas le raha hu

Mai aadhi saas

Mai aadhi saas le raha hu

Mai aadhi saas le raha hu

Mai aadhi saas le raha hu

Mai aadhi saas



[verse 2]



Kya le raha hu?

Saas..

Ab rhyme karunga with

Khaas(karunga with khaas)

(coughing.. khaasi)

Khaas..

24*7 udaasi ka daas

Chhote bhai ko liberty, mere liye prison

Thappad daat laat jab poochta iska reason(maar daalo)

Average students ko burayi ki hai freedom

Hamse expectations, consistent rhythm(maar daalo)

July ki garmi me sanskrit hai padhni

Ac on kara toh daat mujhko padni(oof)

Ameer gareeb me ab antar nahi karna kyuki

Ameer hoke gareebi sehen karni(rich dad, poor dad)

Instagram pe rappero ko dekh raha hu

Sabko waha pe mil rahi hai success

Mera toh sunrise bhi nahi hua..

Aur in sabko dikh rahe hai sunsets



[hook]

Mai aadhi saas le raha hu

Mai aadhi saas le raha hu

Aadhi saas

Aadhi saas le raha hu

Aadhi saas le raha hu

Mai aadhi saas le raha hu

Mai aadhi saas

Mai aadhi saas le raha hu

Mai aadhi saas le raha hu

Mai aadhi saas le raha hu

Mai aadhi saas le raha hu

Mai aadhi saas le raha hu

Mai aadhi saas le raha hu

Mai aadhi saas le raha hu

Mai aadhi saas

More by UVecog

All UVecog songs →