Hawas

Gurgaon ka launda



[VERSE 1]
Jake peeyo amul dairy,(dairy)

Hatta kattar hona mera

Bilkul bhi yaha game nahi

Moofat hu zubaan pe tel nahi(tel nahi)

Rhino se bolo

Bade haathi ka le nahi

Schooling hai business bahut bada

Tabhi toh harami banne me

Yaha bilkul bhi na deri

Jaati choot ka shauk hai

Tbhi toh insaniyat inki le ri hai

Query hai bhar ke par

Ignorance bahut

Beauty hai sar pe par

Arrogance bahut

Murder karke bole

Innocent bahut

Hypocrites hai inka

Cadence hai soft

Inka Saanp dost nahi saanp bros

Inka saanp D.O.S.E ke liye Sala roz

Yaha marta hai

DOPAMINE OXYTOCIN SEROTONIN ENDORPHIN ki jaha bhi moot chhoote

Wahi muh karta hai

Inki soch hai sirf

Shauchalya

Miserable monkey inke

Muh pe paani daal

Pyare bhasad walo ne

Haath kat liya

Wahi Hawasiyo ne

Haath baat liya

Chhote atyachar kare

Khudko na ye pyaar kare

Waar kare

Bandi ke maathe pe

Muth ki maang bhare

Kaan bade kaam sade

Kamasutra gyan bhare

Bhool gaye basic baate

Kyuki unke naam bade



[Bridge]

Par Mai kehna kya chahta hu?

Mujhe kisse hai problem?

Hawas toh humans me bhari hai

Hawas is a human problem

Kya hai mujhe hawas se problem?

Mujhme bhi toh bhari hai

Fuck all this gyaan kyuki

Meri khud ki soch bhi sadi hai



[VERSE 2]

Felony jhoot se pade

Gaand pe laate

Sitta maare har ilake ke kutte

Khudiko kaate

Family roots me dekho

Kisne kiska khaya

Namak haraam bin bhanak

Shehed ki parat chadhate

Sarv Shakti shali

Klesh nash sahaj bodh yeh

Khudko bole

Par Hai bhole chinnamasta Mata ke

Lagaye Dore taakat se dare tabhi taakat ke Nayak

Punjivadi paise ke hawas me

Sale failate barbadi

Pandra saal ki umar me

Bada sochne ka hunar hai

Matlab nahi baato ka par

Tabhi unka asar hai

Barabar khabar hai

Ki raste me pathar hai

Dar tab bhi magar hai ki

Galat yeh dagar hai

Deni nahi takkar

Nahi chahiye ghee shakkar

Shanti se gyan deke mujhe hona rafoo chakkar

Par bheja nahi saras

Toota pada mera kalash

Mai bhi Insaan hu aur Mujhme bhi hawas

More by UVecog

All UVecog songs →