Rann-Neeti (IIT Mandi) Rap Anthem

[Verse]

Hanji sab hi taayar

Hogayi yudh ki lalkaar
Antt hoga ek

Chaye aar ya to paar



Maidaan dekho saaj gye haan

Shankhnaad baj rhe haan

Khel thoda mushkil

Aasan na samjhana ye



Khade sab seena taan ke

Aan baan shaan mein haan

Naak kaa sawaal hai

Kaise haar maan le



Jitna hai maqsad

To aalas ko tyaag de

Jitna hai masqad

Tu mehnat par dhyaan de



Samaj ye mahabharat

Pandav tu karauv saamne

Bhul sab chhoto ko

Manzil ko thaam le



[Hook]

Rann-Neeti hai aa rha

Pukarta kamand ye

More by XR

All XR songs →