La Vida

from Dawn (2018)
[Verse 1]

Duniya ek rang manch zindagi jaise naatak

Aate jaate yahan pe sukh dukh ke kai faaatak
Tu bhi iss natak ka ek kalakaar hai

Khi pe khushi khi machi hui hahakar hai

Upar waala bna iss naatak ka nirdeshak

Hai ye sach tu mane ya na mane beshak

Dikhenge log yahan amir kuch garib

Par milega wahi jo likha har kisi ke nasib

Safar ye mushkil sa aur hoda sa ajeeb

Jaise ko tassa naa chale wali koi tarqeeb

Zo hona hai wo ho kar hi rahega

Tu rokna chahega par kuch tu rok naa sakega

Sochega bohot ki ye ho kyu rha hai

Par jo ho rha hai wo sab theek ho rha hai

Kyunki kuch na bus mein apne

Hum to bus mohre hai, khel ye shatranj ka jo khel wo aha hai





[Hook]

Life, a gift isse na destroy kar

Har pal ko jee har moment enjoy kar

Dukho ko left, Khushi ko right swipe kar

Haalaat jo bhi har pal ko super like kar

Super like kar

Pal ko Super like kar

Haalaat jo bhi har pal ko super like kar





[Verse 2]

Safar zindagi ka jaise raste pahado mein

Bdlte jaldi mausam jaise garmi aur jado ke

Patjhadh hai to pate to jhadenge par

Khil jaayenge firse jab aayenge wo mausam fool aur baharo ke

Haro mein khush khud khushi ko dhundh

Khudkhushi se na milne waala koi sukoon

Sukoon se jile life jo mile hai tujhe hai ye boon

Vyarth darke thak ke haar ke naa kr dena isse ruin

Sab paisa paisa kar rhe

Paise pe sab ye mar rhe

Paise ke liye mar rhe

Par kyu na samjhe mar ke paisa na amar rhe

Bhar rhe khazane par karm ache na kar ree

Sab kuch hool dush karm ki rah par chal padhe

Ek dusre ke ban pade dushman

Ek dusre ko maar ho ria ye khush man

Mazhab se ho rhi har kisi ki pehchaan

Par ant sabka ek chahe shamshan ho yaa kabristaan





[Hook]

Life, a gift isse na destroy kar

Har pal ko jee har moment enjoy kar

Dukho ko left, Khushi ko right swipe kar

Haalaat jo bhi har pal ko super like kar

Super like kar

Pal ko Super like kar

Haalaat jo bhi har pal ko super like kar

More from Dawn (2018)

More by XR

All XR songs →