Aam Ladka XR

from Dawn (2018)
[Verse 1]

Bolo vivek ya kehlo XR

Haath mein kalam jaise meri talwaar
Bolu vahin jo mere vichaar

Khaali jo baithe wo banda bekaar



Khaali dimaag shaitan ka ghar

Khaali kyu baitha kuch kaam to kar

Kuch na karega to lag jaayega jung

Zindagi beetegi fir poori tung



Bin mehnat na milta fal

Karle tu kuch badlega kal

Soch irade kar apne atal

Piche ko bhul aage ko chal



Kab tak rahega circus ka sher

Baithe baithe na ho jaana dher

Jyada na hui abhi bhi der

Khol tu aankhen ho gayi saver





[Hook]

(Aksar aksharo se khelta ek aam ladka bna XR

Jo the na mere saath aaj kare mujhe yaad mere ex yaar

Aksar aksharo se khelta ek aam ladka bna XR

Jo the na mere saath aaj kare mujhe yaad mere ex yaar) x2





[Verse 2]

Ladka poora strong nhi hun weak

Karu vahi jo mujhe lage theek

Kuch na kuch zindagi raha hu main seekhta

Iit se par samjho mujhe geek na



Baatein meri saari on point

Rahun main sober maaru naa joint

Log dogule just like coin

Befkufo please change your mind



Chalu main dheere bhaagu na tez

Life is good nhi koi ye race

Sheep nhi banawa apne ways

Aim hai set jaari hai chase



Rapping yaara nhi koi khel

Bars saari strong jaise ki jail

Duniya GOTHAM ho rhi bad

I am the batman christian BALE haan





[Hook]

(Aksar aksharo se khelta ek aam ladka bna XR

Jo the na mere saath aaj kare mujhe yaad mere ex yaar

Aksar aksharo se khelta ek aam ladka bna XR

Jo the na mere saath aaj kare mujhe yaad mere ex yaar) x2

More from Dawn (2018)

More by XR

All XR songs →