Dil Ki Baatein

from Taaray (2016)
Woh jo tere thay
Woh jo meray thay
Ajnabi se chehre

Woh jo soche thay
Woh jo dekhe thay
Ajnabi se chehre
Kaise woh ajnabi apne huwe
Kaise soch main dooba sa main un ka huwa

Kaise soch main dooba sa main un ka huwa

Dil ki baatein zubaan par aane lagin
Tu bhi jaane mann ki baatein
Mere geet suhane huwe

Dil ki baatein zubaan par aane lagin
Tu bhi jaane mann ki baatein
Mere geet suhane huwe

Teri woh surat
Teri woh seerat
Jaise bagh main phool khila

Tera woh kehna paas hi rehna
Hum ne dil par likh hi lia

More from Taaray (2016)

More by 21 The Band

All 21 The Band songs →