Apni Dhun Mein

from Taaray (2016)
Apni dhun mein chalti woh jalti thi

Dekhnay mein alag thi woh ek thi
Badal barastay thay jub woh roti aanso bahati

Us ki nazar jo padi to bana hai mera fasana



Us ki hansi mein jo baatein hain chupi

Keh daiti hain sub he ko ye kinara hai paas koi



Main aur wo ek he awaaz thay

Woh aur main ek he pukaar thay



Roshni mein jaltay hain jaise sur wo us kay

Gaati hai jaisay wo toota howa khwaab koi



Raastay anjanon pay woh chalti hai

Kho jaati dua jub koi



Kaash aasmaanon mein woh rung dikh jatay bikhar aatay

Jin rangon ko saja ker woh khel sakay

More from Taaray (2016)

More by 21 The Band

All 21 The Band songs →