Kabhi

from Taaray (2016)
Kabhi tu mein sochtha hoon

Ke shayad mein he ghalat hoon
Kabhi tu yeh lagtha mujhe

Ke shayad mein he alag hoon



Ke humsafar hum sa nahi hai

Un ki zubaan per hum kyun nahi hain



Jaanthay huwe phir bhi yeh jaan na paaya

Mein he kyun kasur waar hoon



Tanha hoon mein yeh bhi tu such hai zaroor

Mein bhi tu na bekaraar hoon



Yeh zindagi lamba safar hai

Lambay safar mein humsafar nahi hai



Mein chahtha hoon ke tum khush raho

Chahay woh koi bhi ho mein hoon ya eik ya eik raaz ho



Mein chahtha hoon ke tum khush raho

Chahay woh koi bhi ho mein hoon ya eik ya ikraar ho



Yeh zindagi lamba safar hai

Lambay safar mein humsafar nahi hai



Kabhi tu mein sochtha hoon

Ke shayad tum he ghalat hoon



Kabhi tu yeh lagtha mujhe

Ke shayad tum he alag hoon



Ke humsafar hum sa nahi hai

Un ki zubaan per hum kyun nahi hain

More from Taaray (2016)

More by 21 The Band

All 21 The Band songs →