Dil Ki Baatein (Unplugged)

from Taaray (2016)
Woh jo tere thay

Woh jo meray thay

Ajnabi thay chehre
Woh jo soche thay

Woh jo dekhe thay

Ajnabi thay chehre



Kab woh ajnabi apna hoga

Kab soch main dooba main un ka huwa



Dil ki baatein zubaan par aane lagin

Tu bhi jaane mann ki baatein

Mere geet suhane huwe



Dil ki baatein bayaan kyun hone lagin

Tu sunayga mann ki baatein

Mere geet sunatein rahay



Tum ko jo dekha

Tum ko jo jana

Meine tum se pyaar kiya



Tum se hai kehna

Pass he rehna

Meine dil par likh he liya



Abh hogaya mein aashiq tera

Deewana..



Kab sunayga tu meri sada

Jo meri geet sunatein rahay



Dil ki baatein zubaan par aane lagin

Kya tu bhi jaane mann ki baatein

Mere geet suhane huwe



Dil ki baatein zubaan par aane lagin

More from Taaray (2016)

More by 21 The Band

All 21 The Band songs →