Khushbu

from Taaray (2016)
Woh to ḳhushbū hai hawaon mein bikhar jaega

Masala phuul ka hai ke phuul kidhar jaega
Hum to samjhe thay zaḳhm hai bhar jaega

Kya ḳhabar thi dariya hai utar jaega



Woh hawaon ki tarah urtha phirtā hai

Woh jhonka hai jo aaega guzar jaega



Woh to ḳhushbū hai hawaon mein bikhar jaega

Masala phuul ka hai ke phuul kidhar jaega



Jaane wale ko jane du kehtay hain sayane loag

Hum anjaan thay barson se nadaan thay



Hum se bhi eik khatha huwi kahani ko sab samjhay

Hum bhi hairaan hain, imtehan-i-ishq thi



Hum ne bus tamana ki eik baar un se ghuftugu ho

Yeh jurm bhi humein zindagi bhar tarpaye ga



Woh to ḳhushbū hai hawaon mein bikhar jaega

Masala phuul ka hai ke phuul kidhar jaega



Hum to samjhe thay zaḳhm bhar jaega

Kya ḳhabar thi dariya hai utar jaega



Woh hawaon ki tarah urtha phirtā hai

Woh jhonka hai jo aaega guzar jaega



Woh to ḳhushbū hai hawaon mein bikhar jaega

Masala phuul ka hai ke phuul kidhar jaega

More from Taaray (2016)

More by 21 The Band

All 21 The Band songs →