Kaghaz Ka Jahaz

Credits: Xulfi
from Khwaab (2020)
Kaghaz ka jahaz bana ke main ne hai ura diya

Gham ko saray main ne apne younhi hai bhula dia

Jhootay sapne dikha ke tu ne mujhe hai hila dia
Jaib khali aur naam na honay ka

Yeh kya sila dia



Yeh saray dhokay baaz hain

Yeh saray dhokay baaz hain



Meethi meethi baton se dil mera chura lia

Ab seedhay saaday lafzon mein main kehta hun alvida

Kaghaz ka jahaz bana ke main ne hai ura dia

Gham ko saray main ne apne younhi hai bhula dia



Yeh saray dhokay baaz hain

Yeh saray dhokay baaz hain



Yeh saray dhokay baaz hain

Yeh saray dhokay baaz hain

Yeh saray dhokay baaz hain

More from Khwaab (2020)