Dhoop

from Khwaab (2020)
Dhoop mein khara bikhar raha tha main

Baadlon ne bhi saaya na dia

Hain bhaari yeh qadam, kya dil mein hai wazan
Tu ja raha hai kahan, apni manzil toh bata



Hoo

Hoo



Andheron se jala ek aas ka diya

Us aas ke talay, tha raahguzar mera

Aye ho humsafar, tu kyun hai bekhabar

Tu ja raha hai kahan, apni manzil toh bata



In sarkon pe nahi mera hai rasta abhi

Behka is shehar mein main, khoya hun khud ko kahin

Meri hi parchayee

Mujh se kyun door hogayee



Hoo

Hoo



Dhoop mein khara bikhar raha tha main

More from Khwaab (2020)