Sab Saath Chalein

from Khwaab (2020)
Socho, bolo, jam ke kharay raho

Kabhi haar na maano

Kisi se darna nahi kisi se larna nahi
Aao sab saath mil ke rahain



Sab saath chalain

Hum mil ke rahain

Sab saath chalain

Hum mil ke rahain



Chahay mushkil ho manzil ya kali ho raat

Rastay banjayen ge apne hi aap



Kisi se darna nahi kisi se larna nahi

Aao sab saath mil ke rahain



Sab saath chalain

Hum mil ke rahain

Sab saath chalain

Hum mil ke rahain



Socho, bolo, jam ke kharay raho

Kabhi haar na maano

Kisi se darna nahi kisi se larna nahi

Aao sab saath mil ke rahain



Sab saath chalain

Hum mil ke rahain

Sab saath chalain

Hum mil ke rahain

More from Khwaab (2020)