Soch

from Khwaab (2020)
Yeh darya aur nadi bhi milte hain kahin

Par rooh jo meri maanay aqal kehti hai nahi

Khamoshiyon mein bhi aksar hain baatein chupi
Par yeh toh woh hi jaanay

Jo kuch bhi kehta nahi



Soch soch ke thak gaya hun main khonay do mujhe

Soch soch ke thak gaya hun main sonay do mujhe



Yeh darya aur nadi bhi milte hain kahin

Par rooh jo meri maanay aqal kehti hai nahi

Yeh abar aur ghata baras jaye gi kahin

Jab hogi roshni toh hogi Jannat wahin



Soch soch ke thak gaya hun main khonay do mujhe

Soch soch ke thak gaya hun main sonay do mujhe



Khonay do

Khonay do

Khonay do



Khonay do mujhe

Khonay do mujhe

Sonay do



Soch soch ke thak gaya hun main sonay do mujhe

More from Khwaab (2020)