Pari

from Khwaab (2020)
Abhi saans hai baaki

Phir bhi tu khush nahi

Koi behta aansu
Par dil ki chot teri



Mayoos na ho aye pari

Mayoos na ho aye pari



Dunya pehle se rangeen ho na paye gi

Dunya pehle se rangeen ho na paye gi

Kho jao is mein kahin

Khushyan khud hi ajayen gi



Mayoos na ho aye pari

Mayoos na ho aye pari



Khud mein kahin khoya tu

Raat aur din roya tu

Saray who din bhula doon ga main

Saray who gham mita doon ga main



Jadoo ki chari teri kab kaam aaye gi

Jadoo ki chari teri kab kaam aaye gi

Ghuma do na isko abhi



Milte hain bachpan mein hi kahin

Mayoos na ho aye pari

Mayoos na ho aye pari

Mayoos na ho aye pari

More from Khwaab (2020)