Asli Hai Junoon

from Khwaab (2020)
Tu thaan le

In lamhon ko tu khud se bandh le

Khud ki qadar ab tu bhi jaan le
Aazmaishain hongi kayee

Par tu ab apne dil ki maan le



Asli hai junoon ab tu

Khwaabon ko thaam le

Asli hai junoon ab tu

Khwaabon ko thaam le



Dunya tumhari hai

Dunya tumhari hai

Tu uth toh sahi

Jo dil bolay

Toh chal paro wahin



Choona hai aasmaan abhi

Choona hai aasmaan abhi

Choona hai aasmaan abhi



Asli hai junoon ab tu

Khwaabon ko thaam le

Asli hai junoon ab tu

Khwaabon ko thaam le

More from Khwaab (2020)